जो मेरे दिल में है तुझको बता दूं ... कहती क्या है दिल की धड़कन्
जो मेरे दिल में है तुझको बता दूं
कहती क्या है दिल की धड़कन सुना दूं
तू न मिलेगा तो मर जाएंगे
तेरे बिन अब मेरे जानम मुझे जीना नहीं
जो मेरे दिल में है …
कोई तुमको मुझसे चुरा न सके
यूं ही सामने मेरे रहना सनम
गैरों से कुछ भी बताना नहीं
जो भी कहना है मुझ से कहना सनम
ये जुदाई का आलम कहा जाए ना
के अब तो तेरे बिन रहा जाए ना
जो मेरे दिल में है …
कहती है क्या दिल की धड़कन सुना दूं
तू न मिलेगा तो मर जाएंगे
तेरी कसम नहीं जी पाएंगे
मुझे और कुछ भी तमन्ना नहीं
कि मैं मर मिटी हूँ तेरे प्यार में
मुहब्बत में न ले मेरा इम्तहां
के जां दे दूंगी इकरार में
कोई ज़माने में कुछ भी कहे
तेरा प्यार मेरा है मेरा रहे
जो मेरे दिल में है …
jo mere dil meṅ hai tujhko batā dūṅ
kahtī kyā hai dil kī dhaṛkan sunā dūṅ
tū na milegā to mar jāeṅge
tere bin ab mere jānam mujhe jīnā nahīṅ
jo mere dil meṅ hai …
koī tumko mujhse churā na sake
yūṅ hī sāmne mere rahnā sanam
gairoṅ se kuchh bhī batānā nahīṅ
jo bhī kahnā hai mujh se kahnā sanam
ye judāī kā ālam kahā jāe nā
ke ab to tere bin rahā jāe nā
jo mere dil meṅ hai …
kahtī hai kyā dil kī dhaṛkan sunā dūṅ
tū na milegā to mar jāeṅge
terī kasam nahīṅ jī pāeṅge
mujhe aur kuchh bhī tamannā nahīṅ
ki maiṅ mar miṭī hūṇ tere pyār meṅ
muhabbat meṅ na le merā imthāṅ
ke jāṅ de dūṅgī ikrār meṅ
koī zamāne meṅ kuchh bhī kahe
terā pyār merā hai merā rahe
jo mere dil meṅ hai …