Jo geet naheen janmaa vo geet banaaenge

जो गीत नहीं जनमा वो गीत बनाएंगे
Work
Year
Language

जो गीत नहीं जनमा वो गीत बनाएंगे
तेरे प्यार का सुर लेकर संगीत बनाएंगे
जो गीत नहीं जनमा …

कोई सुख भी नहीं अपना कोई दुःख भी नहीं अपना
दुनिया जिसे कहते हैं है सुन्दर इक सपना
इस ख्वाब को भी अपने नग़मों से सजाएंगे
तेरे प्यार का सुर लेकर …

रह जाए तो रस्ता है मिल जाए तो मंज़िल है
जो प्यार समझता है सब कहते उसे दिल हैं
हर साज से हम दिल की आवाज़ मिलाएंगे
तेरे प्यार का सुर लेकर …

ये सच है मोहब्बत का दुश्मन ये ज़माना है
कहीं दूर पहाड़ी पर घर अपना बनाना है
हम झूठे रिवाजों की दीवार गिराएंगे
तेरे प्यार का सुर लेकर …

jo gīt nahīṅ janmā vo gīt banāeṅge
tere pyār kā sur lekar saṅgīt banāeṅge
jo gīt nahīṅ janmā …

koī sukh bhī nahīṅ apnā koī duḥakh bhī nahīṅ apnā
duniyā jise kahte haiṅ hai sundar ik sapnā
is khvāb ko bhī apne naġhmoṅ se sajāeṅge
tere pyār kā sur lekar …

rah jāe to rastā hai mil jāe to maṅzil hai
jo pyār samajhtā hai sab kahte use dil haiṅ
har sāj se ham dil kī āvāz milāeṅge
tere pyār kā sur lekar …

ye sach hai mohabbat kā duśhman ye zamānā hai
kahīṅ dūr pahāṛī par ghar apnā banānā hai
ham jhūṭhe rivājoṅ kī dīvār girāeṅge
tere pyār kā sur lekar …