जो भी मैं कहना चाहूँ
बर्बाद करे अल्फ़ाज़ मेरे
कभी मुझे लगे की जैसे
सारा ही ये जहां है जादू
जो है भी और नहीं भी है ये
फ़िज़ा, घटा, हवा, बहारें
मुझे करें इशारें ये
कैसे कहूँ, कहानी मैं इनकी
मैने यह भी सोचा है अक्सर
तू भी मैं भी सभी हैं शीशे
खुद ही को हम सभी में देखें
नहीं हूँ मैं हूँ मैं तो फिर भी
सही ग़लत, तुम्हारा मैं
मुझे पाना, पाना है खुद को
जो भी मैं कहना चाहूं
Work
Year
Language
jo bhī maiṅ kahnā chāhūṇ
barbād kare alfāz mere
kabhī mujhe lage kī jaise
sārā hī ye jahāṅ hai jādū
jo hai bhī aur nahīṅ bhī hai ye
fizā, ghaṭā, havā, bahāreṅ
mujhe kareṅ iśhāreṅ ye
kaise kahūṇ, kahānī maiṅ inkī
maine yah bhī sochā hai aksar
tū bhī maiṅ bhī sabhī haiṅ śhīśhe
khud hī ko ham sabhī meṅ dekheṅ
nahīṅ hūṇ maiṅ hūṇ maiṅ to phir bhī
sahī ġhalat, tumhārā maiṅ
mujhe pānā, pānā hai khud ko