जिया ले गयो जी मोरा साँवरिया
जिया ले गयो जी मोरा साँवरिया
लागी मन में लगन हुई बावरिया
ओ पपीहे, ओ पपीहे
तूने पपीहे नहीं देखे मोरे सैयाँ
देखे तो ले लेगा उन की बलैया
जा रे दीवाने, मार ना ताने, पिया की सुन जा के बाँसुरिया
सामने आये तो मैं आँखों में छुपा लूँ
थाम के बैयाँ उन्हे दिल में बीठा लूँ
शाम सवेरे, साथ वो मेरे, गोरी के संग जैसे गागरिया
jiyā le gayo jī morā sāṇvriyā
lāgī man meṅ lagan huī bāvriyā
o papīhe, o papīhe
tūne papīhe nahīṅ dekhe more saiyāṇ
dekhe to le legā un kī balaiyā
jā re dīvāne, mār nā tāne, piyā kī sun jā ke bāṇsuriyā
sāmne āye to maiṅ āṇkhoṅ meṅ chhupā lūṇ
thām ke baiyāṇ unhe dil meṅ bīṭhā lūṇ
śhām savere, sāth vo mere, gorī ke saṅg jaise gāgriyā