Jiskaa koee nahee uskaa to khudaa hai yaaron

जिसका कोई नही उसका तो खुदा है यारों
Work
Year
Language

जिसका कोई नहीं उसका तो खुदा है यारो
मैं नहीं कहता किताबों में लिखा है यारो

जिसने पैदा किया दुनिया में वो ही पालेगा
हम को हर मोड़ पे, हर ज़ुल्म से बचा लेगा
अपने बंदों से कहाँ, कब वो जुदा है यारो

ज़ुल्म इन्सान का जब हद से गुजर जाता है
वो किसी और ही सूरत में पास आता है
अनगिनत रूप में वो हम से मिला है यारो

jiskā koī nahīṅ uskā to khudā hai yāro
maiṅ nahīṅ kahtā kitāboṅ meṅ likhā hai yāro

jisne paidā kiyā duniyā meṅ vo hī pālegā
ham ko har moṛ pe, har zulm se bachā legā
apne baṅdoṅ se kahāṇ, kab vo judā hai yāro

zulm insān kā jab had se gujar jātā hai
vo kisī aur hī sūrat meṅ pās ātā hai
anginat rūp meṅ vo ham se milā hai yāro