जिसका जूता उसी का सर ... वाह रे वाह तेरी बंबई
जिसका जूता उसी का सर दिल है छोटा बड़ा शहर
अरे वाह रे वाह तेरी बंबई
खाया धोखा गए जिधर देखो क़िस्मत फेरे किधर
अरे वाह रे वाह तेरी बंबई
आ के यहाँ क्या मिल गया जेब कटी और दिल गया
रंग तेरे इस शहर के देख कलेजा हिल गया
माल न सही जान तो बची भाग भाग मिस्टर
जिसका जूता उसी …
मेम फिरे किस आन से साथ है कुत्ता शान से
जानवर से तो प्यार है प्यार नहीं इन्सान से
देख नाज़नीं हम भी हैं हसीं इतना नाज़ न कर
जिसका जूता उसी …
पास में मोटर कार हो बैंक में तीस हज़ार हों
प्यार यहां तब कीजिए माल ये जब सरकार हो
ना तो सूट है ना बूट है देख प्यार से डर
जिसका जूता उसी …
jiskā jūtā usī kā sar dil hai chhoṭā baṛā śhahar
are vāh re vāh terī baṅbaī
khāyā dhokhā gae jidhar dekho qismat phere kidhar
are vāh re vāh terī baṅbaī
ā ke yahāṇ kyā mil gayā jeb kaṭī aur dil gayā
raṅg tere is śhahar ke dekh kalejā hil gayā
māl na sahī jān to bachī bhāg bhāg misṭar
jiskā jūtā usī …
mem phire kis ān se sāth hai kuttā śhān se
jānavar se to pyār hai pyār nahīṅ insān se
dekh nāznīṅ ham bhī haiṅ hasīṅ itnā nāz na kar
jiskā jūtā usī …
pās meṅ moṭar kār ho baiṅk meṅ tīs hazār hoṅ
pyār yahāṅ tab kījie māl ye jab sarkār ho
nā to sūṭ hai nā būṭ hai dekh pyār se ḍar
jiskā jūtā usī …