Jis ghar ke logon ko ... are ham panchhee ek daal ke

जिस घर के लोगों को ... अरे हम पंछी एक डाल के
Year
Language

जिस घर के लोगों को सुबह झगड़ते देखा है
शाम हुई कि घर वही उजड़ते देखा है
अरे बनती नहीं है बात झगड़े से कभी यारों
अरे बनती बात को बिगड़ते देखा है

अरे हम पंछी ( एक डाल के ) -2
संग-संग डोलें जी संग-संग डोलें
बोली अपनी-अपनी बोलें जी बोलें जी बोलें जी बोलें
को: संग-संग डोलें …

दिन के झगड़े दिन को भूलें रात को सपनों में हम झूलें
धरती बिछौना नीली चदरिया मीठी नींदें सो लें जी सो लें जी सो लें
को: संग-संग डोलें …

jis ghar ke logoṅ ko subah jhagaṛte dekhā hai
śhām huī ki ghar vahī ujaṛte dekhā hai
are bantī nahīṅ hai bāt jhagaṛe se kabhī yāroṅ
are bantī bāt ko bigaṛte dekhā hai

are ham paṅchhī ( ek ḍāl ke ) -2
saṅg-saṅg ḍoleṅ jī saṅg-saṅg ḍoleṅ
bolī apnī-apnī boleṅ jī boleṅ jī boleṅ jī boleṅ
ko: saṅg-saṅg ḍoleṅ …

din ke jhagaṛe din ko bhūleṅ rāt ko sapnoṅ meṅ ham jhūleṅ
dhartī bichhaunā nīlī chadriyā mīṭhī nīṅdeṅ so leṅ jī so leṅ jī so leṅ
ko: saṅg-saṅg ḍoleṅ …