जिस धरती के अंग अंग पर रंग शहीदों ने डाले ... वतन के रखवाले
जिस धरती के अंग अंग पर रंग शहीदों ने डाले -2
उस धरती को दाग़ लगे ना देख वतन के रखवाले
जिस धरती के अंग अंग पर …
ये राम और गौतम की नगरी प्रेम अहिंसा इसकी बोली
गूंजे कहीं सूफ़ी की अजान कहीं गाए संतों की बोली
साँझ सवेरे इनके सिर पर गंगा जमुना आँचल डालें
जिस धरती के अंग अंग पर …
आने वाले हर दुश्मन को पहले किया है प्यार भी हमने
फिर नहीं माना तो रख दी है गर्दन पर तलवार भी हमने
मोम भी हैं फ़ौलाद भी हैं हम भारत माँ की गोद के पाले
जिस धरती के अंग अंग पर …
jis dhartī ke aṅg aṅg par raṅg śhahīdoṅ ne ḍāle -2
us dhartī ko dāġh lage nā dekh vatan ke rakhvāle
jis dhartī ke aṅg aṅg par …
ye rām aur gautam kī nagrī prem ahiṅsā iskī bolī
gūṅje kahīṅ sūfī kī ajān kahīṅ gāe saṅtoṅ kī bolī
sāṇjh savere inke sir par gaṅgā jamunā āṇchal ḍāleṅ
jis dhartī ke aṅg aṅg par …
āne vāle har duśhman ko pahle kiyā hai pyār bhī hamne
phir nahīṅ mānā to rakh dī hai gardan par talvār bhī hamne
mom bhī haiṅ faulād bhī haiṅ ham bhārat māṇ kī god ke pāle
jis dhartī ke aṅg aṅg par …