जिन्हें हम भूलना चाहें वो अक्सर याद आते हैं
जिन्हें हम भूलना चाहें वो अक्सर याद आते हैं
( बुरा हो इस मोहब्बत का ) -2 वो क्यूँ कर याद आते हैं
जिन्हें हम भूलना …
बुलाएँ किस तरह उनको कभी पी थी उन आँखों से -2
( छलक जाते हैं जब आँसू ) -2 वो साग़र याद आते हैं
जिन्हें हम भूलना …
किसी के सुर्ख़ लब थे या दिए की लौ मचलती थी -2
( जहां की थी कभी पूजा ) -2 वो मंज़र याद आते हैं
जिन्हें हम भूलना …
रहे ऐ शम्मा तू रोशन दुआ देता है परवाना -2
( जिनकी क़िस्मत में जलना है ) -2 वो जल कर याद आते हैं
जिन्हें हम भूलना …
jinheṅ ham bhūlnā chāheṅ vo aksar yād āte haiṅ
( burā ho is mohabbat kā ) -2 vo kyūṇ kar yād āte haiṅ
jinheṅ ham bhūlnā …
bulāeṇ kis tarah unko kabhī pī thī un āṇkhoṅ se -2
( chhalak jāte haiṅ jab āṇsū ) -2 vo sāġhar yād āte haiṅ
jinheṅ ham bhūlnā …
kisī ke surkh lab the yā die kī lau machaltī thī -2
( jahāṅ kī thī kabhī pūjā ) -2 vo maṅzar yād āte haiṅ
jinheṅ ham bhūlnā …
rahe ai śhammā tū rośhan duā detā hai parvānā -2
( jinkī qismat meṅ jalnā hai ) -2 vo jal kar yād āte haiṅ
jinheṅ ham bhūlnā …