Jindgee kaisee hai pahelee

जिंदगी कैसी है पहेली
Work
Year
Language

जिंदगी कैसी है पहेली हाये
कभी तो हसाये, कभी ये रुलाये

कभी देखो मन नहीं जागे
पीछे पीछे सपनों के भागे
एक दिन सपनों का राही
चला जाये सपनों से आगे कहाँ

जिन्हों ने सजाये यहाँ मेले
सुख दुख संग संग झेले
वही चुनकर खामोशी
यूँ चले जाये अकेले कहाँ

jiṅdgī kaisī hai pahelī hāye
kabhī to hasāye, kabhī ye rulāye

kabhī dekho man nahīṅ jāge
pīchhe pīchhe sapnoṅ ke bhāge
ek din sapnoṅ kā rāhī
chalā jāye sapnoṅ se āge kahāṇ

jinhoṅ ne sajāye yahāṇ mele
sukh dukh saṅg saṅg jhele
vahī chunkar khāmośhī
yūṇ chale jāye akele kahāṇ