जिंदगी एक सफ़र है सुहाना
यहाँ कल क्या हो किसने जाना
चाँद-तारों से चलना है आगे
आसमानों से बढ़ना है आगे
पीछे रह जाएगा ये जमाना
हँसते गाते जहां से गुजर
दुनिया की तू पर्वा न कर
मुस्कुराते हुए दिन बिताना
मौत आनी है आएगी एक दिन
जान जानी है जाएगी एक दिन
ऐसी बातों से क्या घबराना
jiṅdgī ek safar hai suhānā
yahāṇ kal kyā ho kisne jānā
chāṇd-tāroṅ se chalnā hai āge
āsmānoṅ se baṛhnā hai āge
pīchhe rah jāegā ye jamānā
hṇste gāte jahāṅ se gujar
duniyā kī tū parvā na kar
muskurāte hue din bitānā
maut ānī hai āegī ek din
jān jānī hai jāegī ek din
aisī bātoṅ se kyā ghabrānā