जिन रातों में नींद उड़ जाती है क्या कहर की रातें होती हैं
दरवाजों से टकरा जाते हैं दीवारों से बातें होती हैं
घिरघिर के जो बदल आते हैं और बिन बरसे खुल जाते हैं
आशाओं की झूठी दुनिया में सूखी बरसातें होती हैं
जब वो नहीं होते पहलू में और लम्बी रातें होती है
याद आके सताती रहती है और दिलसे बातें होती हैं
हँसने में जो आँसू आते हैं, दो तस्वीरें दिखलाते हैं
हर रोज जनाजे उठते हैं, हर रोज बारातें होती हैं
हिम्मत किसकी है जो पुछ सके ये आरज़ू-ए-सौदाई से
क्यूँ साहिब आखिर अकेले में ये किससे बातें होती हैं
जिन रातों में नींद उड़ जाती है
Work
Year
Language
jin rātoṅ meṅ nīṅd uṛ jātī hai kyā kahar kī rāteṅ hotī haiṅ
darvājoṅ se ṭakrā jāte haiṅ dīvāroṅ se bāteṅ hotī haiṅ
ghirghir ke jo badal āte haiṅ aur bin barse khul jāte haiṅ
āśhāoṅ kī jhūṭhī duniyā meṅ sūkhī barsāteṅ hotī haiṅ
jab vo nahīṅ hote pahlū meṅ aur lambī rāteṅ hotī hai
yād āke satātī rahtī hai aur dilse bāteṅ hotī haiṅ
hṇsne meṅ jo āṇsū āte haiṅ, do tasvīreṅ dikhlāte haiṅ
har roj janāje uṭhte haiṅ, har roj bārāteṅ hotī haiṅ
himmat kiskī hai jo puchh sake ye ārazū-e-saudāī se
kyūṇ sāhib ākhir akele meṅ ye kisse bāteṅ hotī haiṅ