Jin aankhon kee neend haraam huee ... vo k‌yaa jaane

जिन आँखों की नीन्द हराम हुई ... वो क्‌या जाने
Work
Year
Language

( जिन आँखों की नीन्द हराम हुई
उन आँखों का हाल वो क्‌या जाने ) -2
( क्‌यूँ पलकों को अश्क़ों से प्यार हुआ
क्‌यूँ जीना बवाल वो क्‌या जाने ) -2

( क्‌यूँ काँपते होंठों पे कुछ भी नहीं
क्‌यूँ दिल में तमन्ना है सहमी हुई ) -2
हो ओ ओ
आ-आ के सताता रहता है
( आ-आ के सताता रहता है
क्‌यूँ उनका ख़याल वो क्‌या जाने ) -2

जिन आँखों की नीन्द हराम हुई
उन आँखों का हाल वो क्‌या जाने

( दिन चैन से जिनके ग़ुज़रते हों
और रातें हो जिनकी नीन्द भरी ) -2
इक प्यार के मारे हुये दिल का
( इक प्यार के मारे हुये दिल का
बेहाल सा हाल वो क्‌या जाने ) -2

जिन आँखों की नीन्द हराम हुई
उन आँखों का हाल वो क्‌या जाने

( jin āṇkhoṅ kī nīnd harām huī
un āṇkhoṅ kā hāl vo k‌yā jāne ) -2
( k‌yūṇ palkoṅ ko aśhqoṅ se pyār huā
k‌yūṇ jīnā bavāl vo k‌yā jāne ) -2

( k‌yūṇ kāṇpte hoṅṭhoṅ pe kuchh bhī nahīṅ
k‌yūṇ dil meṅ tamannā hai sahmī huī ) -2
ho o o
ā-ā ke satātā rahtā hai
( ā-ā ke satātā rahtā hai
k‌yūṇ unkā khayāl vo k‌yā jāne ) -2

jin āṇkhoṅ kī nīnd harām huī
un āṇkhoṅ kā hāl vo k‌yā jāne

( din chain se jinke ġhuzarte hoṅ
aur rāteṅ ho jinkī nīnd bharī ) -2
ik pyār ke māre huye dil kā
( ik pyār ke māre huye dil kā
behāl sā hāl vo k‌yā jāne ) -2

jin āṇkhoṅ kī nīnd harām huī
un āṇkhoṅ kā hāl vo k‌yā jāne