Jhummak jhummak chal mere haathee

झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी
Work
Year
Language

ल: झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी चल मेरे हाथी
को: झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी चल मेरे हाथी
ल: दूल्हा बन के गुड्डा निकला पीछे चले बराती
को: दूल्हा बन के गुड्डा निकला पीछे चले बराती
झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी चल मेरे हाथी

ल: जल्दी-जल्दी चल मेरे भाई गुड़िया का घर दूर है
को: गुड़िया का घर दूर है
ल: अपने संग तो बुड्ढा मामा चलने से मजबूर है
को: चलने से मजबूर है
ल: गुड़िया का घर दूर है
को: गुड़िया का घर दूर है

को: होय
झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी चल मेरे हाथी -2
ल: दूल्हा बन के गुड्डा निकला पीछे चले बराती
को: दूल्हा बन के गुड्डा निकला पीछे चले बराती
झुम्मक झुम्मक चल मेरे हाथी चल मेरे हाथी

la: jhummak jhummak chal mere hāthī chal mere hāthī
ko: jhummak jhummak chal mere hāthī chal mere hāthī
la: dūlhā ban ke guḍḍā niklā pīchhe chale barātī
ko: dūlhā ban ke guḍḍā niklā pīchhe chale barātī
jhummak jhummak chal mere hāthī chal mere hāthī

la: jaldī-jaldī chal mere bhāī guṛiyā kā ghar dūr hai
ko: guṛiyā kā ghar dūr hai
la: apne saṅg to buḍḍhā māmā chalne se majbūr hai
ko: chalne se majbūr hai
la: guṛiyā kā ghar dūr hai
ko: guṛiyā kā ghar dūr hai

ko: hoy
jhummak jhummak chal mere hāthī chal mere hāthī -2
la: dūlhā ban ke guḍḍā niklā pīchhe chale barātī
ko: dūlhā ban ke guḍḍā niklā pīchhe chale barātī
jhummak jhummak chal mere hāthī chal mere hāthī