झुकती घटा गाती हवा सपने जगाए
झुकती घटा गाती हवा सपने जगाए
नन्हा सा दिल मेरा मचल-मचल जाए
महके हुए, बहके हुए, मस्त नज़ारे
निखरे हुए, बिखरे हुए, रंग के धारे
आज गगन हो के मगन हम को बुलाए
रवां है छोटी सी कश्ती हवाओं के रुख़ पर
नदी के साज़ पे मल्लाह गीत गाता है
तुम्हारा जिस्म हर एक लहर के झकोले से
मेरी शरीर निगाहों में झूल जाता है
जिस्म मेरा जां भी मेरी तेरे लिए है
प्यार भारी दुनिया सजी तेरे लिए है
आँखों पे हैं छाए तेरे जलवों के साये
jhuktī ghaṭā gātī havā sapne jagāe
nanhā sā dil merā machal-machal jāe
mahke hue, bahke hue, mast nazāre
nikhre hue, bikhre hue, raṅg ke dhāre
āj gagan ho ke magan ham ko bulāe
ravāṅ hai chhoṭī sī kaśhtī havāoṅ ke rukh par
nadī ke sāz pe mallāh gīt gātā hai
tumhārā jism har ek lahar ke jhakole se
merī śharīr nigāhoṅ meṅ jhūl jātā hai
jism merā jāṅ bhī merī tere lie hai
pyār bhārī duniyā sajī tere lie hai
āṇkhoṅ pe haiṅ chhāe tere jalvoṅ ke sāye