झुकि आई रे बदरिया सावन की
झुकि आई रे बदरिया सावन की -2
सावन की मनभावन की -2
झुकि आई रे बदरिया सावन की
झुकि आई रे बदरिया
नन्हीं-नन्हीं बुंदियाँ मेहरा बरसे
पी-पी पपीहा राज करे
अली जाये कहो पिया आवन की
झुकि आई रे बदरिया सावन की
झुकि आई रे बदरिया
सुन रे हठी पपीहा पापी
पी को नाम न ले
सुन पावे कोई बिरहा की नारी
पी कारन कीजे (?)
ये दोउ नैना कहो ना मानें
नदिया बहे जैसे सावन की
कोई जाये कहो पिया आवन की
झु
झुकि आई रे बदरिया सावन की
झुकि आई रे बदरिया
सावन की मनभावन की -2
झुकि आई रे बदरिया सावन की
झुकि आई रे बदरिया
jhuki āī re badriyā sāvan kī -2
sāvan kī manbhāvan kī -2
jhuki āī re badriyā sāvan kī
jhuki āī re badriyā
nanhīṅ-nanhīṅ buṅdiyāṇ mehrā barse
pī-pī papīhā rāj kare
alī jāye kaho piyā āvan kī
jhuki āī re badriyā sāvan kī
jhuki āī re badriyā
sun re haṭhī papīhā pāpī
pī ko nām na le
sun pāve koī birhā kī nārī
pī kāran kīje (?)
ye dou nainā kaho nā māneṅ
nadiyā bahe jaise sāvan kī
koī jāye kaho piyā āvan kī
jhu
jhuki āī re badriyā sāvan kī
jhuki āī re badriyā
sāvan kī manbhāvan kī -2
jhuki āī re badriyā sāvan kī
jhuki āī re badriyā