Jhoothe nainaa bole saanchee batiyaan

झूठे नैना बोले सांची बतियां
Work
Year
Language

झूठे नैना बोले सांची बतियां
नित चमकावे चाँद काली रतिया

जानू जानू झूठे माही की जात
किन सौतन संग तुम काटन रात
अब लिपटी लिपटी बनाओ ना बतियां

बोलो बोलो कैसी भायी सांवरी
जिसको दे दिनी मोरी मुंदरी
अब भीनी भीनी बनाओ ना बतियां

jhūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ
nit chamkāve chāṇd kālī ratiyā

jānū jānū jhūṭhe māhī kī jāt
kin sautan saṅg tum kāṭan rāt
ab lipṭī lipṭī banāo nā batiyāṅ

bolo bolo kaisī bhāyī sāṅvrī
jisko de dinī morī muṅdrī
ab bhīnī bhīnī banāo nā batiyāṅ