झूमती चली हवा, याद आ गया कोई
झूमती चली हवा, याद आ गया कोई
बुझती बुझती आग को, फिर जला गया कोई
झूमती चली हवा …
खो गई हैं मंज़िलें, मिट गये हैं रास्ते
गर्दिशें ही गर्दिशें, अब हैं मेरे वास्ते
अब हैं मेरे वास्ते
और ऐसे में मुझे, फिर बुला गया कोई
झूमती चली हवा …
चुप हैं चाँद चाँदनी, चुप ये आसमान है
मीठी मीठी नींद में, सो रहा जहान है
सो रहा जहान है
आज आधी रात को, क्यों जगा गया कोई
झूमती चली हवा …
एक हूक सी उठी, मैं सिहर के रह गया
दिल को अपना थाम के आह भर के रह गया
चाँदनी की ओट से मुस्कुरा गया कोई
झूमती चली हवा …
jhūmtī chalī havā, yād ā gayā koī
bujhtī bujhtī āg ko, phir jalā gayā koī
jhūmtī chalī havā …
kho gaī haiṅ maṅzileṅ, miṭ gaye haiṅ rāste
gardiśheṅ hī gardiśheṅ, ab haiṅ mere vāste
ab haiṅ mere vāste
aur aise meṅ mujhe, phir bulā gayā koī
jhūmtī chalī havā …
chup haiṅ chāṇd chāṇdnī, chup ye āsmān hai
mīṭhī mīṭhī nīṅd meṅ, so rahā jahān hai
so rahā jahān hai
āj ādhī rāt ko, kyoṅ jagā gayā koī
jhūmtī chalī havā …
ek hūk sī uṭhī, maiṅ sihar ke rah gayā
dil ko apnā thām ke āh bhar ke rah gayā
chāṇdnī kī oṭ se muskurā gayā koī
jhūmtī chalī havā …