झूमता मौसम मस्त महीना ... या अल्लाह दिल ले गई
झूमता मौसम मस्त महीना
चाँद सी गोरी एक हसीना
आँख में काजल मुँह पे पसीना
ऐसे में मुश्किल कर के जीना
( या अल्लाह ) -2 दिल ले गई -2
कोई रंगीला सपनों में आ के
एक नज़र से अपना बना के
प्यार का जादू हम पे चला के
( या अल्लाह ) -2 दिल ले गया -2
ठण्डी सड़क नीम तले तीर-ए-नज़र ख़ूब चले
ओ तुम भी उधर ज़ख़्मी हुए
हम भी इधर ज़ख़्मी हुए
हाय लाल चुनरिया चाल निराली
सर पे झूमर कान में बाली
हाथ में चूड़ियाँ मोतियों वाली
या अल्लाह …
तुम भी यहाँ हम भी यहाँ
ऐसा मिलन होगा कहाँ
ओ तेरी क़सम जान-ए-जहाँ
दिल है वहीं तू है जहाँ
ओ दिल का मालिक इक मतवाला
इस जहाँ में सबसे निराला
प्यार का सूरज दिल का उजाला
या अल्लाह …
दोनों तरफ़ आग लगी
ऐसी लगी बुझ न सकी
ओ तुम भी जले हम भी जले
खिल तो गई दिल की कली
मुखड़ा तेरा गुल की कहानी
ज़ुल्फ़ें तेरी श्याम सुहानी
रूप की मलका प्यार की रानी
या अल्लाह …
jhūmtā mausam mast mahīnā
chāṇd sī gorī ek hasīnā
āṇkh meṅ kājal muṇh pe pasīnā
aise meṅ muśhkil kar ke jīnā
( yā allāh ) -2 dil le gaī -2
koī raṅgīlā sapnoṅ meṅ ā ke
ek nazar se apnā banā ke
pyār kā jādū ham pe chalā ke
( yā allāh ) -2 dil le gayā -2
ṭhaṇḍī saṛak nīm tale tīr-e-nazar khūb chale
o tum bhī udhar zakhmī hue
ham bhī idhar zakhmī hue
hāy lāl chunriyā chāl nirālī
sar pe jhūmar kān meṅ bālī
hāth meṅ chūṛiyāṇ motiyoṅ vālī
yā allāh …
tum bhī yahāṇ ham bhī yahāṇ
aisā milan hogā kahāṇ
o terī qasam jān-e-jahāṇ
dil hai vahīṅ tū hai jahāṇ
o dil kā mālik ik matvālā
is jahāṇ meṅ sabse nirālā
pyār kā sūraj dil kā ujālā
yā allāh …
donoṅ taraf āg lagī
aisī lagī bujh na sakī
o tum bhī jale ham bhī jale
khil to gaī dil kī kalī
mukhaṛā terā gul kī kahānī
zulfeṅ terī śhyām suhānī
rūp kī malkā pyār kī rānī
yā allāh …