Jhoome re neelaa ambar jhoome

झूमे रे नीला अम्बर झूमे
Year
Language

झूमे रे, नीला अम्बर झूमे, धरती को चूमे रे
तुम को याद करके, मेरा दिल भी झूमे

किसके इशारे मुझको यहाँ ले आए
किसकी हँसी ने राह में फूल खिलाए
अम्बर की डाली डाली, गाए कोयल प्यारी
मेरा दिल भी झूमे
झूमे रे, नीला अम्बर झूमे, धरती को चूमे रे

ऐसे में जो मिलता हो बांहों का सहारा
और मचल उठता ये नदी का किनारा
नदिया का पानी सुनता, प्यार की कहानी
मेरा दिल भी झूमे
झूमे रे, नीला अम्बर झूमे, धरती को चूमे रे

jhūme re, nīlā ambar jhūme, dhartī ko chūme re
tum ko yād karke, merā dil bhī jhūme

kiske iśhāre mujhko yahāṇ le āe
kiskī hṇsī ne rāh meṅ phūl khilāe
ambar kī ḍālī ḍālī, gāe koyal pyārī
merā dil bhī jhūme
jhūme re, nīlā ambar jhūme, dhartī ko chūme re

aise meṅ jo miltā ho bāṅhoṅ kā sahārā
aur machal uṭhtā ye nadī kā kinārā
nadiyā kā pānī suntā, pyār kī kahānī
merā dil bhī jhūme
jhūme re, nīlā ambar jhūme, dhartī ko chūme re