Jhoom-jhoom ke naache re manvaa

झूम-झूम के नाचे रे मनवा
Work
Year
Language

( झूम-झूम के नाच रे मनवा
नाच रे मनवा
गाये जा गाये जा गाये जा ) -2
झूम-झूम के नाच रे मनवा

आई बहार कर के सोलह सिंगार देखो
आई रे
आई बहार कर के सोलह सिंगार देखो
तन में मन में जागा है प्यार देखो
आई बहार कर के सोलह सिंगार देखो
हो
मन गाये जा तड़पाये जा
हँस-हँस के जीवन बिताये जा
बिताये जा

गाये जा गाये जा गाये जा
झूम-झूम के नाच रे मनवा
नाच रे मनवा
गाये जा गाये जा गाये जा
झूम-झूम के नाच रे मनवा

झार-झार पे झूमें भँवरा
झूमें भँवरा
कली-कली को चूमें भँवरा
चूमें भँवरा
मन गाये जा तड़पाये जा
हँस-हँस के जीवन बिताये जा
बिताये जा

गाये जा गाये जा गाये जा
झूम-झूम के नाच रे मनवा
नाच रे मनवा
गाये जा गाये जा गाये जा
झूम-झूम के नाच रे मनवा

नाचे रे
इठलाते नाचे रे गोरी नाचे लचके कमरिया
हो लचके कमरिया
खनननन-खनननन बाजे घुँघरवा
हो बाजे घुँघरवा
हो लचके कमरिया

हो
मन गाये जा तड़पाये जा
हँस-हँस के जीवन बिताये जा
बिताये जा

गाये जा गाये जा गाये जा
झूम-झूम के नाच रे मनवा

( jhūm-jhūm ke nāch re manvā
nāch re manvā
gāye jā gāye jā gāye jā ) -2
jhūm-jhūm ke nāch re manvā

āī bahār kar ke solah siṅgār dekho
āī re
āī bahār kar ke solah siṅgār dekho
tan meṅ man meṅ jāgā hai pyār dekho
āī bahār kar ke solah siṅgār dekho
ho
man gāye jā taṛpāye jā
hṇs-hṇs ke jīvan bitāye jā
bitāye jā

gāye jā gāye jā gāye jā
jhūm-jhūm ke nāch re manvā
nāch re manvā
gāye jā gāye jā gāye jā
jhūm-jhūm ke nāch re manvā

jhār-jhār pe jhūmeṅ bhṇvrā
jhūmeṅ bhṇvrā
kalī-kalī ko chūmeṅ bhṇvrā
chūmeṅ bhṇvrā
man gāye jā taṛpāye jā
hṇs-hṇs ke jīvan bitāye jā
bitāye jā

gāye jā gāye jā gāye jā
jhūm-jhūm ke nāch re manvā
nāch re manvā
gāye jā gāye jā gāye jā
jhūm-jhūm ke nāch re manvā

nāche re
iṭhlāte nāche re gorī nāche lachke kamriyā
ho lachke kamriyā
khanananan-khanananan bāje ghuṇgharvā
ho bāje ghuṇgharvā
ho lachke kamriyā

ho
man gāye jā taṛpāye jā
hṇs-hṇs ke jīvan bitāye jā
bitāye jā

gāye jā gāye jā gāye jā
jhūm-jhūm ke nāch re manvā