झूम झूम कहता है मेरा जिया ... नाचूंगी मैं छम छम्
झूम झूम कहता है मेरा जिया
बांध मेरे पैरों में पायल पिया
छेड़ तू प्यार की सरगम सरगम
नाचूंगी मैं छम छम छम छम
नाचूंगी मैं छम …
बेचैन तूने जो मुझको किया
मैने तुझे अपना दिल दे दिया
छेड़ूंगा मैं प्यार की सरगम सरगम
नाचेगी तू छम छम छम छम
नाचूंगी मैं छम …
पिंजरा खुला पंछी उड़े नील गगन के तले
हों ना कभी अब हम जुदा आजा लगा लूं गले
दो लबों पे एक तराना गुनगुनाए दिल दीवाना
आया प्यार का मौसम मौसम
नाचूंगी मैं छम …
आँखों में है मुखड़ा तेरा साँसों में सरगम तेरी
जब नाम लूं तेरा साजन खनके ये चूड़ी मेरी
खुशियों से मन मुस्कराए जिस गली में ग़म न आए
चलो चलें हम वहां हरदम हरदम
नाचूंगी मैं छम …
सजना साथ निभाना
सजनी दिल में बसाना
साथी तेरे दुःख सभी भगवान दे दे मुझे
हँसते हुए हर घड़ी देखूं मैं तुझे
जनमों का है साथ अपना
होगी प्रीत ना अब कम अब कम
नाचूंगी मैं छम …
jhūm jhūm kahtā hai merā jiyā
bāṅdh mere pairoṅ meṅ pāyal piyā
chheṛ tū pyār kī sargam sargam
nāchūṅgī maiṅ chham chham chham chham
nāchūṅgī maiṅ chham …
bechain tūne jo mujhko kiyā
maine tujhe apnā dil de diyā
chheṛūṅgā maiṅ pyār kī sargam sargam
nāchegī tū chham chham chham chham
nāchūṅgī maiṅ chham …
piṅjrā khulā paṅchhī uṛe nīl gagan ke tale
hoṅ nā kabhī ab ham judā ājā lagā lūṅ gale
do laboṅ pe ek tarānā gungunāe dil dīvānā
āyā pyār kā mausam mausam
nāchūṅgī maiṅ chham …
āṇkhoṅ meṅ hai mukhaṛā terā sāṇsoṅ meṅ sargam terī
jab nām lūṅ terā sājan khanke ye chūṛī merī
khuśhiyoṅ se man muskrāe jis galī meṅ ġham na āe
chalo chaleṅ ham vahāṅ hardam hardam
nāchūṅgī maiṅ chham …
sajnā sāth nibhānā
sajnī dil meṅ basānā
sāthī tere duḥakh sabhī bhagvān de de mujhe
hṇste hue har ghaṛī dekhūṅ maiṅ tujhe
janmoṅ kā hai sāth apnā
hogī prīt nā ab kam ab kam
nāchūṅgī maiṅ chham …