Jholee bhar taare laa de re

झोली भर तारे ला दे रे
Year
Language

झोली भर तारे ला दे रे
आँख-मिचौली खेलूँगी

फैले हैं गगन के आँगन में
मुस्कात हैं मन ही मन में
जो तोड़ के तारे ला दे रे
उसको मन-मन्दिर में ले लूँगी
झोली भर तारे …

वो चन्दा के मतवाले हैं
आकाश के रहने वाले हैं
इन प्यारी-प्यारी जोतों से
मैं दिल की जोती ले लूँगी
झोली भर तारे …

jholī bhar tāre lā de re
āṇkh-michaulī khelūṇgī

phaile haiṅ gagan ke āṇgan meṅ
muskāt haiṅ man hī man meṅ
jo toṛ ke tāre lā de re
usko man-mandir meṅ le lūṇgī
jholī bhar tāre …

vo chandā ke matvāle haiṅ
ākāśh ke rahne vāle haiṅ
in pyārī-pyārī jotoṅ se
maiṅ dil kī jotī le lūṇgī
jholī bhar tāre …