Jhil-mil sitaaron ke tale, aa meraa daaman thaam le

झिल-मिल सितारों के तले, आ मेरा दामन थाम ले
Work
Year
Language

झिल-मिल सितारों के तले, आ मेरा दामन थाम ले
रंगीन बहारों के तले आ मेरा दामन थाम ले

मैं तेरे दिल्ल की बात हूँ
ठहरी हुई बरसात हूँ
कदमों पे जिसके चाँदनी
मैं वो सुहानी रात हूँ
ये हुस्न का पैग़ाम ले आ मेरा दामन थाम ले …

प्यासी निगाहोँ की क़सम
खामोश आहों की क़सम
मैं हूँ सरापा इंतज़ार
इन ख़्वाबग़ाहों की क़सम
दिल की नज़र से काम ले, आ मेरा दामन थाम ले …

jhil-mil sitāroṅ ke tale, ā merā dāman thām le
raṅgīn bahāroṅ ke tale ā merā dāman thām le

maiṅ tere dill kī bāt hūṇ
ṭhahrī huī barsāt hūṇ
kadmoṅ pe jiske chāṇdnī
maiṅ vo suhānī rāt hūṇ
ye husn kā paiġhām le ā merā dāman thām le …

pyāsī nigāhoṇ kī qasam
khāmośh āhoṅ kī qasam
maiṅ hūṇ sarāpā iṅtazār
in khvābaġhāhoṅ kī qasam
dil kī nazar se kām le, ā merā dāman thām le …