Jhan jhan na na na paayal baaje

झन झन न न न पायल बाजे
Work
Year
Language

ल: ( झन झन न न न ) -2 पायल बाजे -2
बरखा बरसे हौले हौले -2
( भंवरों ने कलियों के ) -2 घूँघट खोले
झन झन न न न …

पल भर में क्‌या हुई रे
दिन में जैसे रात हुई रे
मो: इस गोरी का काजल बिखरा
भीगा भीगा आँचल निखरा
तन नाचे मन नाचे तन मन डोले
ल: ओ झन झन न न न …

मो: ( मस्त पवन ) -2 सावन की सहेली
बूझे कोई रुत की पहेली
ल: मन गीतों का मौसम आया
फिर गीतों का मौसम आया -2
जी चाहे जी भर के हँस ले रो ले
हो झन झन न न न …

सु: कितनी सुन्दर सूरत देखो
राधा जैसी मूरत देखो
ल: सूरत का जग मोल लगाए -2
इस मन को इस जग में कोई न तौले
हो झन झन न न न …
सु: बरखा बरसे …

la: ( jhan jhan na na na ) -2 pāyal bāje -2
barkhā barse haule haule -2
( bhaṅvroṅ ne kaliyoṅ ke ) -2 ghūṇghaṭ khole
jhan jhan na na na …

pal bhar meṅ k‌yā huī re
din meṅ jaise rāt huī re
mo: is gorī kā kājal bikhrā
bhīgā bhīgā āṇchal nikhrā
tan nāche man nāche tan man ḍole
la: o jhan jhan na na na …

mo: ( mast pavan ) -2 sāvan kī sahelī
būjhe koī rut kī pahelī
la: man gītoṅ kā mausam āyā
phir gītoṅ kā mausam āyā -2
jī chāhe jī bhar ke hṇs le ro le
ho jhan jhan na na na …

su: kitnī sundar sūrat dekho
rādhā jaisī mūrat dekho
la: sūrat kā jag mol lagāe -2
is man ko is jag meṅ koī na taule
ho jhan jhan na na na …
su: barkhā barse …