Jhan-jhan jhanan-jhanan baaje dil kaa sitaar

झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार्
Work
Year
Language

झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार -2
नाच रही
नाच रही है हवा में तितली झूम रहा संसार
झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार -2

( उड़-उड़ कर मण्डलाये भँवरा
फूलों के गुन गाये भंवरा ) -2
ओ हो हो कैसी छाई बहार -2
झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार -2

मस्त हवा के चलते झोँके -2
कलियाँ हँसते चुपके-चुपके -2
रात की बिन्दिया माथे पे चमके -2
गले में चन्दनहार -2
झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार -2

मेरे पेंगें सबसे निराली -2
झूला झूलूँ डाली-डाली छाई है हरियाली -2

( मन ही मन में इठलाती मैं
ख़ुशी के मारे इतराती मैं ) -2
ओ हो हो फूलों को कर के प्यार -2
झन-झन झनन-झनन बाजे दिल का सितार -2

jhan-jhan jhanan-jhanan bāje dil kā sitār -2
nāch rahī
nāch rahī hai havā meṅ titlī jhūm rahā saṅsār
jhan-jhan jhanan-jhanan bāje dil kā sitār -2

( uṛ-uṛ kar maṇḍlāye bhṇvrā
phūloṅ ke gun gāye bhaṅvrā ) -2
o ho ho kaisī chhāī bahār -2
jhan-jhan jhanan-jhanan bāje dil kā sitār -2

mast havā ke chalte jhoṇke -2
kaliyāṇ hṇste chupke-chupke -2
rāt kī bindiyā māthe pe chamke -2
gale meṅ chandanhār -2
jhan-jhan jhanan-jhanan bāje dil kā sitār -2

mere peṅgeṅ sabse nirālī -2
jhūlā jhūlūṇ ḍālī-ḍālī chhāī hai hariyālī -2

( man hī man meṅ iṭhlātī maiṅ
khuśhī ke māre itrātī maiṅ ) -2
o ho ho phūloṅ ko kar ke pyār -2
jhan-jhan jhanan-jhanan bāje dil kā sitār -2