जीवन है मधुबन तू इसमें फूल खिला
जीवन है मधुबन
तू इसमें फूल खिला
काँटों से न भर दामन
अब मान भी जा -2
जीवन है मधुबन
( देख ज़रा दिल में
तू है कौन सी मन्ज़िल में ) -2
( उठ जाने दे हर पर्दा
अब और न ख़ुद को छुपा ) -2
जीवन है मधुबन
( दीप जलाता चल
मुसकान लुटाता चल ) -2
( ठोकर से सम्भल ख़ुद भी
औरों को भी राह दिखा ) -2
जीवन है मधुबन
तू इसमें फूल खिला
काँटों से न भर दामन
अब मान भी जा -2
जीवन है मधुबन्
jīvan hai madhuban
tū ismeṅ phūl khilā
kāṇṭoṅ se na bhar dāman
ab mān bhī jā -2
jīvan hai madhuban
( dekh zarā dil meṅ
tū hai kaun sī manzil meṅ ) -2
( uṭh jāne de har pardā
ab aur na khud ko chhupā ) -2
jīvan hai madhuban
( dīp jalātā chal
muskān luṭātā chal ) -2
( ṭhokar se sambhal khud bhī
auroṅ ko bhī rāh dikhā ) -2
jīvan hai madhuban
tū ismeṅ phūl khilā
kāṇṭoṅ se na bhar dāman
ab mān bhī jā -2
jīvan hai madhuban