Jeevan hai bekaar binaa tumhaare

जीवन है बेकार बिना तुम्हारे
Work
Year
Language

इ: जीवन है बेकार बिना तुम्हारे बिना तुम्हारे
सूना सब संसार बिना तुम्हारे बिना तुम्हारे
बिना तुम्हारे इन नैनन मे घोर अंधेरा छाए
चलती हुई हवा थम जाए सुख की साँस न आए
टूटे दिल के तार बिना तुम्हारे बिना तुम्हारे

अ: हम से न भेद छुपाओ सजनी
ख़ुद बनो न हमें बनाओ
मन में और ज़ुबाँ पर भला ये कैसा धोका
जिसकी मन मे चाह उसी को ये रोका वो टोका
कौन कहेगा प्रीत इसे ये कैसा उल्टा प्यार
अ/इ: जीवन है बेकार …

इ: तुम हो ओ ओ
तुम हो पास जो उजरी बगियाँ पल भर मे बस जाए
मौत ज़िंदगी बने अनोखी रंगत मूह पर आए
अ: मस्त हवाएँ हसीँ खुशी की गूंज उठे चम्पा
अ/इ: जीवन है बेकार …

i: jīvan hai bekār binā tumhāre binā tumhāre
sūnā sab saṅsār binā tumhāre binā tumhāre
binā tumhāre in nainan me ghor aṅdherā chhāe
chaltī huī havā tham jāe sukh kī sāṇs na āe
ṭūṭe dil ke tār binā tumhāre binā tumhāre

a: ham se na bhed chhupāo sajnī
khud bano na hameṅ banāo
man meṅ aur zubāṇ par bhalā ye kaisā dhokā
jiskī man me chāh usī ko ye rokā vo ṭokā
kaun kahegā prīt ise ye kaisā ulṭā pyār
a/i: jīvan hai bekār …

i: tum ho o o
tum ho pās jo ujrī bagiyāṇ pal bhar me bas jāe
maut ziṅdgī bane anokhī raṅgat mūh par āe
a: mast havāeṇ hasīṇ khuśhī kī gūṅj uṭhe champā
a/i: jīvan hai bekār …