जीवन भर ढूँढा जिसको वो प्यार मिला
जीवन भर ढूँढा जिसको वो प्यार मिला पर नहीं मिला
साथ निभाता सुख-दुख में वो यार मिला पर नहीं मिला
जीवन भर ढूँढा …
उसकी सूरत आँखों में उसका जलवा दिल में है
मुझको ऐसा लगता है जैसे वो महफ़िल में है
रंग बदलती दुनिया में दिलदार मिला पर नहीं मिला
जीवन भर ढूँढा …
इस दुनिया की रीत की ख़ातिर मैने बात निभाई है
यूँ तो हँसता रहता हूँ पर चोट जिगर पे खाई है
चाहत के दोराहे पर ग़मख़्वार मिला पर नहीं मिला
जीवन भर ढूँढा …
jīvan bhar ḍhūṇḍhā jisko vo pyār milā par nahīṅ milā
sāth nibhātā sukh-dukh meṅ vo yār milā par nahīṅ milā
jīvan bhar ḍhūṇḍhā …
uskī sūrat āṇkhoṅ meṅ uskā jalvā dil meṅ hai
mujhko aisā lagtā hai jaise vo mahafil meṅ hai
raṅg badaltī duniyā meṅ dildār milā par nahīṅ milā
jīvan bhar ḍhūṇḍhā …
is duniyā kī rīt kī khātir maine bāt nibhāī hai
yūṇ to hṇstā rahtā hūṇ par choṭ jigar pe khāī hai
chāhat ke dorāhe par ġhamakhvār milā par nahīṅ milā
jīvan bhar ḍhūṇḍhā …