जीवन आशा ये है मेरी
जीवन आशा ये है
जितने सहारे छूट चुके हैं
सबका सहारा ये है
मेरी जीवन आशा ये है -2
यही है मेरी सारी पूंजी यही सब यही सब सरमाया है -2
आँखो की ठण्डक मन की ढाढ़स -2
और अन्नदाता यह है
मेरी जीवन आशा ये है -2
ये ही
यही है मुझको हीरा-पना यही है मोती-मूंगा
नाम है जिसका एक दुवन्नी सारा ख़ज़ाना यह है
( ये जो गई तो गया ख़ज़ाना आस गई
आस गई और जान गई ) -2
सारे सहारे
सारे सहारे टूट न जाएं
दिल को धड़ा ये है -2
जीवन आशा …
jīvan āśhā ye hai merī
jīvan āśhā ye hai
jitne sahāre chhūṭ chuke haiṅ
sabkā sahārā ye hai
merī jīvan āśhā ye hai -2
yahī hai merī sārī pūṅjī yahī sab yahī sab sarmāyā hai -2
āṇkho kī ṭhaṇḍak man kī ḍhāṛhas -2
aur anndātā yah hai
merī jīvan āśhā ye hai -2
ye hī
yahī hai mujhko hīrā-panā yahī hai motī-mūṅgā
nām hai jiskā ek duvannī sārā khazānā yah hai
( ye jo gaī to gayā khazānā ās gaī
ās gaī aur jān gaī ) -2
sāre sahāre
sāre sahāre ṭūṭ na jāeṅ
dil ko dhaṛā ye hai -2
jīvan āśhā …