जीने दो और जियो..ंअरना तो सबको है जी के भी देख ले
जीने दो और जियो
चढ़ती जवानी के दिन हैं
फिर ऐसा समाँ मिलेगा कहाँ
यही ज़िंदगानी के दिन हैं
मरना तो सबको है जी के भी देख ले
चाहत का एक जाम पी के भी देख ले
मरना तो सबको है …
ये हवा ये फ़िज़ा
कहती है झूम ले मज़ा ले
कोई फूल चुन, कोई ख़्वाब बुन
दिल का मुक़द्दर जगा ले
मरना तो सबको है जी के भी देख ले
चाहत का एक जाम पी के भी देख ले
मरना तो सबको है …
ये हसीं ज़िंदगी
है इक रसीला तराना
न ले दिल में ग़म, ओ मेरे सनम
कि है ये खुशी का ज़माना
मरना तो सबको है जी के भी देख ले
चाहत का एक जाम पी के भी देख ले
मरना तो सबको है …
jīne do aur jiyo
chaṛhtī javānī ke din haiṅ
phir aisā samāṇ milegā kahāṇ
yahī ziṅdgānī ke din haiṅ
marnā to sabko hai jī ke bhī dekh le
chāhat kā ek jām pī ke bhī dekh le
marnā to sabko hai …
ye havā ye fizā
kahtī hai jhūm le mazā le
koī phūl chun, koī khvāb bun
dil kā muqaddar jagā le
marnā to sabko hai jī ke bhī dekh le
chāhat kā ek jām pī ke bhī dekh le
marnā to sabko hai …
ye hasīṅ ziṅdgī
hai ik rasīlā tarānā
na le dil meṅ ġham, o mere sanam
ki hai ye khuśhī kā zamānā
marnā to sabko hai jī ke bhī dekh le
chāhat kā ek jām pī ke bhī dekh le
marnā to sabko hai …