Javaaniyaan ye mast mast bin pie

जवानियाँ ये मस्त मस्त बिन पिए
Year
Language

जवानियाँ ये मस्त मस्त बिन पिये
जलाती चल रही हैं राह में दिये
न जाने इन में किस के वास्ते हूँ मैं
न जाने इन में कौन है मेरे लिए
मेरे लिए, मेरे लिए

सभी हसीं, सभी जवां, कहा पे दिल को हारिये
सभी हैं दिल की मेहमां, किसे किसे पुकारिये

दीवाने हम थे चाह के तो बेकरार हो लिए
के दूर की निगाह के गुनाहगार हो लिए

javāniyāṇ ye mast mast bin piye
jalātī chal rahī haiṅ rāh meṅ diye
na jāne in meṅ kis ke vāste hūṇ maiṅ
na jāne in meṅ kaun hai mere lie
mere lie, mere lie

sabhī hasīṅ, sabhī javāṅ, kahā pe dil ko hāriye
sabhī haiṅ dil kī mehmāṅ, kise kise pukāriye

dīvāne ham the chāh ke to bekrār ho lie
ke dūr kī nigāh ke gunāhgār ho lie