Jap jap jap jap jap re

जप जप जप जप जप रे
Work
Year
Language

जप जप जप जप जप रे -2
जप जप जप जप मेरे मनवा
जप रे प्रीत की माला होय जप रे प्रीत की माला
जप जप जप जप रे …

प्रीत है देवी -2 प्रीत शिवाला जप रे प्रीत की माला
जप जप जप जप रे …

प्रीत से बढ़कर मीत न कोई प्रीत से आगे रीत न कोई
छोड़ जगत को जोगी बन जा ओढ़ के प्रीत दुशाला
हो जप रे …

प्रेम नगर का वासी हो जा डूब के इस सागर में खो जा
अगर लगन है तेरी साँची दर्शन देगी बाला
हो दर्शन देगी बाला
जप रे …

अंग भभूत रमा ले जोगी जोगन क्‌यों ना तेरी होगी
प्रीत के रस से भरेगी इक दिन तेरा खाली प्याला
जप रे …

jap jap jap jap jap re -2
jap jap jap jap mere manvā
jap re prīt kī mālā hoy jap re prīt kī mālā
jap jap jap jap re …

prīt hai devī -2 prīt śhivālā jap re prīt kī mālā
jap jap jap jap re …

prīt se baṛhkar mīt na koī prīt se āge rīt na koī
chhoṛ jagat ko jogī ban jā oṛh ke prīt duśhālā
ho jap re …

prem nagar kā vāsī ho jā ḍūb ke is sāgar meṅ kho jā
agar lagan hai terī sāṇchī darśhan degī bālā
ho darśhan degī bālā
jap re …

aṅg bhabhūt ramā le jogī jogan k‌yoṅ nā terī hogī
prīt ke ras se bharegī ik din terā khālī pyālā
jap re …