Jangal men mor naachaa kisee ne na dekhaa

जंगल में मोर नाचा किसी ने न देखा
Work
Year
Language

जंगल में मोर नाचा किसी ने न देखा
हम जो थोड़ी सी पी के ज़रा झूमें हाय रे सबने देखा
जंगल में मोर नाचा …

गोरी की गोल-गोल अँखियाँ शराबी
कर चुकी हैं कैसे-कैसों की ख़राबी
इनका ये ज़ोर ज़ुल्म किसी ने ना देखा
हम जो थोड़ी सी …

किसी को हरे-हरे नोट का नशा है
किसी को सूट बूट कोट का नशा है
यारों हमें तो नौ टाँक का नशा है

jaṅgal meṅ mor nāchā kisī ne na dekhā
ham jo thoṛī sī pī ke zarā jhūmeṅ hāy re sabne dekhā
jaṅgal meṅ mor nāchā …

gorī kī gol-gol aṇkhiyāṇ śharābī
kar chukī haiṅ kaise-kaisoṅ kī kharābī
inkā ye zor zulm kisī ne nā dekhā
ham jo thoṛī sī …

kisī ko hare-hare noṭ kā naśhā hai
kisī ko sūṭ būṭ koṭ kā naśhā hai
yāroṅ hameṅ to nau ṭāṇk kā naśhā hai