Jaltee hai duniyaan jaltee rahegee

जलती है दुनियाँ जलती रहेगी
Year
Language

जलती है दुनियाँ जलती रहेगी
ओ दिल वाले प्यार किये जा
जलती है दुनियाँ जलती रहेगी

दिल में किसी का प्यार बसा ले
दुनियाँ की बातें दिल से भुला दे
जलती है दुनियाँ जलती रहेगी

कहता चला जा दिल के फ़साने
तेरी बला से दुनियाँ न माने
जलती है दुनियाँ जलती रहेगी

खिलते हुए दिल खिल के रहेंगे
मिलना है जिनको मिल के रहेंगे
जलती है दुनियाँ जलती रहेगी

jaltī hai duniyāṇ jaltī rahegī
o dil vāle pyār kiye jā
jaltī hai duniyāṇ jaltī rahegī

dil meṅ kisī kā pyār basā le
duniyāṇ kī bāteṅ dil se bhulā de
jaltī hai duniyāṇ jaltī rahegī

kahtā chalā jā dil ke fasāne
terī balā se duniyāṇ na māne
jaltī hai duniyāṇ jaltī rahegī

khilte hue dil khil ke raheṅge
milnā hai jinko mil ke raheṅge
jaltī hai duniyāṇ jaltī rahegī