Jaltee hai duniyaa ... pyaar kee gaaree chaltee rahe

जलती है दुनिया ... प्यार की गाड़ी चलती रहे
Year
Language

मु: जलती है दुनिया जलती रहे सौ-सौ रंग बदलती रहे
दो: प्यार की गाड़ी चलती रहे अपनी प्यार की गाड़ी चलती रहे
को: प्यार की गाड़ी …

मु: प्यार की गाड़ी बड़ी निराली जिअतनी भरलो उतनी खाली
को: जिअतनी भरलो उतनी खाली
मु: जात न पूछो पात न पूछो हो दिलवाला या दिलवाली
को: हो दिलवाला या दिलवाली
मु: हे लाला हो कि लाली हो
ऊ: सेठ हो या सेठानी हो
मु: हो राजा हो या रानी हो डरना किसी से क्‌या
को: क्‌या
मु: दुनिया काँटे बदलती रहे
दो: ख़ुद ही जल-जल मरती रहे
मु: प्यार की गाड़ी …
को: प्यार की गाड़ी …

मु: दिल की टिकटें रूप का डब्बा प्यार का इंजन वाह-वाह रब्बा
को: प्यार का इंजन वाह-वाह रब्बा
मु: लाल झण्डी हाथ में ले के आए बेशक अम्मी-अब्बा
को: आए बेशक अम्मी-अब्बा
मु: हे मामा हो कि मामी हो
ऊ: नाना हो कि नानी हो
मु: दादा हो कि दादी हो डरना किसी से क्‌या
को: क्‌या
मु: हाथ family मलती रहे
दो: कोयला बन के जलती रहे
प्यार की गाड़ी …
को: प्यार की गाड़ी …

mu: jaltī hai duniyā jaltī rahe sau-sau raṅg badaltī rahe
do: pyār kī gāṛī chaltī rahe apnī pyār kī gāṛī chaltī rahe
ko: pyār kī gāṛī …

mu: pyār kī gāṛī baṛī nirālī jiatnī bharlo utnī khālī
ko: jiatnī bharlo utnī khālī
mu: jāt na pūchho pāt na pūchho ho dilvālā yā dilvālī
ko: ho dilvālā yā dilvālī
mu: he lālā ho ki lālī ho
ū: seṭh ho yā seṭhānī ho
mu: ho rājā ho yā rānī ho ḍarnā kisī se k‌yā
ko: k‌yā
mu: duniyā kāṇṭe badaltī rahe
do: khud hī jal-jal martī rahe
mu: pyār kī gāṛī …
ko: pyār kī gāṛī …

mu: dil kī ṭikṭeṅ rūp kā ḍabbā pyār kā iṅjan vāh-vāh rabbā
ko: pyār kā iṅjan vāh-vāh rabbā
mu: lāl jhaṇḍī hāth meṅ le ke āe beśhak ammī-abbā
ko: āe beśhak ammī-abbā
mu: he māmā ho ki māmī ho
ū: nānā ho ki nānī ho
mu: dādā ho ki dādī ho ḍarnā kisī se k‌yā
ko: k‌yā
mu: hāth family maltī rahe
do: koylā ban ke jaltī rahe
pyār kī gāṛī …
ko: pyār kī gāṛī …