जलते हैं अरमान मेरा दिल रोता है
कटती नहीं है ग़म की रात, आके ठहर गयी है क्या
नींद तो खैर खो गयी, मौत भी मर गयी है क्या
जलते हैं अरमान मेरा दिल रोता है
किस्मत क दसतूर निराला होता है … -2
कौन मेरे टूटे दिल कि फ़रियाद सुनी
कौन सुनी
कौन मेरे टूटे दिल कि फ़रियाद सुनी
आज मेरी तक़दीर का मालिक सोता है
किस्मत क दसतूर निराल होता है
जलते हैं अरमान मेरा दिल रोता है
किस्मत क दसतूर निराल होता है
हाय्! ऐसे मौज से साहिल छूट गया, छूट गया
हाय्! ऐसे मौज से साहिल छूट गया
वरना अपनी कश्ती कौन दुबोता है
किस्मत क दसतूर निराल होता है
जलते हैं अरमान मेरा दिल रोता है
किस्मत क दसतूर निराल होता है
kaṭtī nahīṅ hai ġham kī rāt, āke ṭhahar gayī hai kyā
nīṅd to khair kho gayī, maut bhī mar gayī hai kyā
jalte haiṅ armān merā dil rotā hai
kismat ka dastūr nirālā hotā hai … -2
kaun mere ṭūṭe dil ki fariyād sunī
kaun sunī
kaun mere ṭūṭe dil ki fariyād sunī
āj merī taqdīr kā mālik sotā hai
kismat ka dastūr nirāl hotā hai
jalte haiṅ armān merā dil rotā hai
kismat ka dastūr nirāl hotā hai
hāy! aise mauj se sāhil chhūṭ gayā, chhūṭ gayā
hāy! aise mauj se sāhil chhūṭ gayā
varnā apnī kaśhtī kaun dubotā hai
kismat ka dastūr nirāl hotā hai
jalte haiṅ armān merā dil rotā hai
kismat ka dastūr nirāl hotā hai