जलने के सिवा और क्या है यहाँ
जलने के सिवा और क्या है यहाँ
चाहे दिल हो किसी का या हो दिया
या हो दिया
जलने के सिवा और क्या है यहाँ
हर रात दिया जल-जल के बुझे -2
दिल रोज़ पुकारे पिया-पिया
पिया-पिया
जलने के सिवा और क्या है यहाँ
बचपन से तुम्हीं से प्रीत लगी
अब अलग जवानी बीत रही
जब पास थे तुमको प्यार किया -2
अब दूर हुये तो तरसे जिया -2
जलने के सिवा और क्या है यहाँ
है रैन घिरी पर चैन नहीं -2
ये मन है कहीं और नैन कहीं -2
जबसे तुम बिछड़ गये हमने -2
फागुन में मचलना छोड़ दिया
जलने के सिवा और क्या है यहाँ
jalne ke sivā aur kyā hai yahāṇ
chāhe dil ho kisī kā yā ho diyā
yā ho diyā
jalne ke sivā aur kyā hai yahāṇ
har rāt diyā jal-jal ke bujhe -2
dil roz pukāre piyā-piyā
piyā-piyā
jalne ke sivā aur kyā hai yahāṇ
bachapan se tumhīṅ se prīt lagī
ab alag javānī bīt rahī
jab pās the tumko pyār kiyā -2
ab dūr huye to tarse jiyā -2
jalne ke sivā aur kyā hai yahāṇ
hai rain ghirī par chain nahīṅ -2
ye man hai kahīṅ aur nain kahīṅ -2
jabse tum bichhaṛ gaye hamne -2
phāgun meṅ machalnā chhoṛ diyā
jalne ke sivā aur kyā hai yahāṇ