(जले ना क्यों - 2
जले ना क्यों परवाना -2) - 2
शमा दिखाकर हुस्न के जलवे - 2
बना के जब दीवाना
जले ना क्यों परवाना
(दिल की लगी का नाम है उल्फ़त
दिल की लगी का नाम उल्फ़त है) - 2
और उल्फ़त का है ये मतलब - 2
(चुपके चुपके धीरे धीरे
हँस हँस के जल जाना) - 2
जले ना क्यों परवाना
जले ना क्यों …
जलना है तो फिर जल जाये, हो
जलना है तो फिर जल जाये
हुस्न के साँचे में ढल जाये - 2
(इश्क़ में दोनों एक है अब तो
जीना या मर जाना) - 2
जले न क्यों परवाना
शमा … दीवाना
जले न क्यों परवाना
(jale nā kyoṅ - 2
jale nā kyoṅ parvānā -2) - 2
śhamā dikhākar husn ke jalve - 2
banā ke jab dīvānā
jale nā kyoṅ parvānā
(dil kī lagī kā nām hai ulfat
dil kī lagī kā nām ulfat hai) - 2
aur ulfat kā hai ye matalab - 2
(chupke chupke dhīre dhīre
hṇs hṇs ke jal jānā) - 2
jale nā kyoṅ parvānā
jale nā kyoṅ …
jalnā hai to phir jal jāye, ho
jalnā hai to phir jal jāye
husn ke sāṇche meṅ ḍhal jāye - 2
(iśhq meṅ donoṅ ek hai ab to
jīnā yā mar jānā) - 2
jale na kyoṅ parvānā
śhamā … dīvānā
jale na kyoṅ parvānā