Jal bharne chalo ree guiyaan

जल भरने चलो री गुइयाँ
Work
Year
Language

जल भरने चलो री गुइयाँ -2
जमुना किनारा चंचल धारा -2
पवन चलत पुरबैया -2
जल भरने चलो री गुइयाँ -2

रामू सुड़-सुड़ करता रहता नाक बराबर बहती है
बल्लू भोंदू नहीं जानता धोती कहाँ से बँधती है

dialogue

चलो री गुइयाँ
जल भरने चलो री गुइयाँ

डाल-डाल पर फूल खिले हैं -2
कूक रही कोयलिया -2
जल भरने चलो री गुइयाँ
जल भरने चलो री

रमा रमा

जल भरने चलो री गुइयाँ -2

कुंज-कुंज में भंवरा गूंजे -2
हँसती कोमल कलियाँ -4
जल भरने चलो री गुइयाँ
जल भरने

jal bharne chalo rī guiyāṇ -2
jamunā kinārā chaṅchal dhārā -2
pavan chalat purbaiyā -2
jal bharne chalo rī guiyāṇ -2

rāmū suṛ-suṛ kartā rahtā nāk barābar bahtī hai
ballū bhoṅdū nahīṅ jāntā dhotī kahāṇ se bṇdhtī hai

dialogue

chalo rī guiyāṇ
jal bharne chalo rī guiyāṇ

ḍāl-ḍāl par phūl khile haiṅ -2
kūk rahī koyliyā -2
jal bharne chalo rī guiyāṇ
jal bharne chalo rī

ramā ramā

jal bharne chalo rī guiyāṇ -2

kuṅj-kuṅj meṅ bhaṅvrā gūṅje -2
hṇstī komal kaliyāṇ -4
jal bharne chalo rī guiyāṇ
jal bharne