Jahaan main jaatee hoon vaheen chale aate ho

जहाँ मैं जाती हूँ वहीं चले आते हो
Year
Language

ल: जहाँ मैं जाती हूँ वहीं चले आते हो
चोरी चोरी मेरे दिल में समाते हो
ये तो बताओ कि तुम मेरे कौन हो
म: दिल से दिल की लगन की ये बात है
प्यार की राह जतन की ये बात है
मुझसे न पूछो कि तुम मेरे कौन हो

ल: ओ, मैं तो शोर मचाऊँगी, शोर मचाऊँगी
करनी तुम्हारी सब को बताऊँगी
खैर जो चाहो चले जाओ मेरे दर से
छोड़ो ये आना जाना दिल की डगर से
ये तो बताओ कि तुम मेरे कौन हो …

म: ओ, मैं ने क्‌या बुरा किया है, क्‌या बुरा किया है
दिल दे कर ही दिल ले लिया है
किसी बड़े ग्यानी-ध्यानी को बुलाओ
अभी-अभी यहीं फ़ैसला कराओ
मुझसे न पूछो कि तुम मेरे कौन हो …

ल: ओ, दिल ही जब हुए दीवाने, जब हुए दीवाने
म: कहना हमारा अब कौन माने
ल: जहाँ मैं जाती हूँ वहीं चले आते हो
चोरी चोरी मेरे दिल में समाते हो
ये तो बताओ कि तुम मेरे कौन हो
म: दिल से दिल की लगन की ये बात है
प्यार की राह जतन की ये बात है
मुझसे न पूछो कि तुम मेरे कौन हो …

la: jahāṇ maiṅ jātī hūṇ vahīṅ chale āte ho
chorī chorī mere dil meṅ samāte ho
ye to batāo ki tum mere kaun ho
ma: dil se dil kī lagan kī ye bāt hai
pyār kī rāh jatan kī ye bāt hai
mujhse na pūchho ki tum mere kaun ho

la: o, maiṅ to śhor machāūṇgī, śhor machāūṇgī
karnī tumhārī sab ko batāūṇgī
khair jo chāho chale jāo mere dar se
chhoṛo ye ānā jānā dil kī ḍagar se
ye to batāo ki tum mere kaun ho …

ma: o, maiṅ ne k‌yā burā kiyā hai, k‌yā burā kiyā hai
dil de kar hī dil le liyā hai
kisī baṛe gyānī-dhyānī ko bulāo
abhī-abhī yahīṅ faislā karāo
mujhse na pūchho ki tum mere kaun ho …

la: o, dil hī jab hue dīvāne, jab hue dīvāne
ma: kahnā hamārā ab kaun māne
la: jahāṇ maiṅ jātī hūṇ vahīṅ chale āte ho
chorī chorī mere dil meṅ samāte ho
ye to batāo ki tum mere kaun ho
ma: dil se dil kī lagan kī ye bāt hai
pyār kī rāh jatan kī ye bāt hai
mujhse na pūchho ki tum mere kaun ho …