जब तक पुरे ना हों फेरे सात्
जब तक पूरे ना हों फेरे सात
तब तक दुल्हन नहीं दुल्हा की
रे तब तक बबुनी नहीं बबुवा की, ना, जब तक …
1) अभही तो पहुना पहली भंवर पड़ी है
अभीं तो दिल्ली दूर खड़ी है
हो पहली भंवर पड़ी है दिल्ली दूर खड़ी है
सात फेरे सात जन्मों का साथ, जब तक पूरे ना …
2) जैसे जैसे भँवर पड़े मन अपनों को छोड़े
एक एक भाँवर नाता अन्जानों से जोड़े
मन घर अपनों को छोड़े, अन्जानों से नाता जोड़े
सुख की बदरी आँसू की बरसात, जब तक पूरे ना …
jab tak pūre nā hoṅ phere sāt
tab tak dulhan nahīṅ dulhā kī
re tab tak babunī nahīṅ babuvā kī, nā, jab tak …
1) abhhī to pahunā pahlī bhaṅvar paṛī hai
abhīṅ to dillī dūr khaṛī hai
ho pahlī bhaṅvar paṛī hai dillī dūr khaṛī hai
sāt phere sāt janmoṅ kā sāth, jab tak pūre nā …
2) jaise jaise bhṇvar paṛe man apnoṅ ko chhoṛe
ek ek bhāṇvar nātā anjānoṅ se joṛe
man ghar apnoṅ ko chhoṛe, anjānoṅ se nātā joṛe
sukh kī badrī āṇsū kī barsāt, jab tak pūre nā …