Jab se tere nainaa mere naino se laage re

जब से तेरे नैना मेरे नैनो से लागे रे
Work
Year
Language

जब से तेरे नैना मेरे नैनो से लागे रे
तब से दीवाना हुआ, सब से बेगाना हुआ
रब भी दीवाना लागे रे
जब से मिला है तेरा इशारा
तब से जगी हैं बेचैनियाँ
जब से हुई सरगोशियाँ
तब से बढ़ी हैं मदहोशियाँ
जब से जुड़े यारा, तेरे मेरे मन के धागे रे
तब से दीवाना हुआ
जब से हुई है तुझसे शरारत
तब से गया है चैन-ओ-करार
जब से तेरा आँचल ढला
तब से कोई जादू चला
जब से तुझे पाया, यह जिया धक धक भागे रे
तब से दीवाना हुआ

jab se tere nainā mere naino se lāge re
tab se dīvānā huā, sab se begānā huā
rab bhī dīvānā lāge re
jab se milā hai terā iśhārā
tab se jagī haiṅ bechainiyāṇ
jab se huī sargośhiyāṇ
tab se baṛhī haiṅ madhośhiyāṇ
jab se juṛe yārā, tere mere man ke dhāge re
tab se dīvānā huā
jab se huī hai tujhse śharārat
tab se gayā hai chain-o-karār
jab se terā āṇchal ḍhalā
tab se koī jādū chalā
jab se tujhe pāyā, yah jiyā dhak dhak bhāge re
tab se dīvānā huā