Jab se dekhaa tujhko meraa dil huaa bechain ... handsome man, mister bond.

जब से देखा तुझको मेरा दिल हुआ बेचैन ... हन्द्सोमे मन, मिस्तेर बोन्द.
Work
Year
Language

handsome man
जब से देखा तुझको मेरा दिल हुआ बेचैन
handsome man, mister bond.

मेरी ये जवानी मेरे लिए सारी ज़िंदगानी तेरे लिए
आ करीब आ मुझसे न दूर तू जा
तू न समझे तू न जाने
आग लगी तन में मेरे तड़पे दिन रात
handsome man …

आँखों की शराबों में तू रहे होंठों के गुलाबों में तू रहे
देख तो इधर यूं फेर ना नज़र
दिल में तू है जी में तू है
दर्द लिए मन में सदा तू ही तू है
देख मुझे handsome man मेरे handsome man
जब से देखा तुझको …

handsome man
jab se dekhā tujhko merā dil huā bechain
handsome man, mister bond.

merī ye javānī mere lie sārī ziṅdgānī tere lie
ā karīb ā mujhse na dūr tū jā
tū na samjhe tū na jāne
āg lagī tan meṅ mere taṛpe din rāt
handsome man …

āṇkhoṅ kī śharāboṅ meṅ tū rahe hoṅṭhoṅ ke gulāboṅ meṅ tū rahe
dekh to idhar yūṅ pher nā nazar
dil meṅ tū hai jī meṅ tū hai
dard lie man meṅ sadā tū hī tū hai
dekh mujhe handsome man mere handsome man
jab se dekhā tujhko …