Jab miyaa beevee men takraar hotee hai

जब मिया बीवी में तकरार होती है
Year
Language

मो: जब मिया बीवी में तकरार होती है
मियां बाहर होता है बीवी अन्दर सोती है
अनु: ऐसा ही होता है जब तकरार होती है
मियां बाहर होता है बीवी अन्दर होती है

मो: खिड़की खोल खोल दरवाज़ा
गुस्सा ना कर बाहर आ जा
जैसे कहे मैं तुझे मनाऊँ
तेरे नखरे सभी उठाऊँ
सारी पिछली बातें भुला दे
पूरे करूँगा सारे वादे
मेरा कब इन्साफ़ करेगी
कब तू मुझको माफ़ करेगी
अनु: जान बूझ के जब ऐसी तक़रार होती है
समझाने की हर कोशिश हाँ यूँ बेकार होती है

ऐसे शौहर से तंग आई
कभी मोहब्बत कभी लड़ाई
जानूं मैं सब तेरे इरादे
झूठे हैं सब तेरे वादे
तूने कितना मुझे सताया
तूने कितना मुझे रुलाया
इक इक बात का बदला दूँगी
फिर मैं तुझसे माफ़ करूँगी
मो: नोक झोंक तो प्यार में सौ बार होती है
प्यार और बढ़ता है जब तक़रार होती है

बाहर गुस्सा अन्दर प्यार
अनु: तौबा मैं गई तुमसे हार
मो: अब ना होगी कभी लड़ाई
अनु: तब न होगी कभी जुदाई
मो: एक दूजे पे जान लुटाएं
अनु: अब हम साथ जिएं मर जाएं
दोनों: प्यार में किसी की जीत ना तो हार होती है
प्यार भरे तक़रार की मंज़िल तो प्यार होती है
मो: मियां अन्दर होता है
अनु: बीवी भी अन्दर होती है

mo: jab miyā bīvī meṅ takrār hotī hai
miyāṅ bāhar hotā hai bīvī andar sotī hai
anu: aisā hī hotā hai jab takrār hotī hai
miyāṅ bāhar hotā hai bīvī andar hotī hai

mo: khiṛkī khol khol darvāzā
gussā nā kar bāhar ā jā
jaise kahe maiṅ tujhe manāūṇ
tere nakhre sabhī uṭhāūṇ
sārī pichhlī bāteṅ bhulā de
pūre karūṇgā sāre vāde
merā kab insāf karegī
kab tū mujhko māf karegī
anu: jān būjh ke jab aisī taqrār hotī hai
samjhāne kī har kośhiśh hāṇ yūṇ bekār hotī hai

aise śhauhar se taṅg āī
kabhī mohabbat kabhī laṛāī
jānūṅ maiṅ sab tere irāde
jhūṭhe haiṅ sab tere vāde
tūne kitnā mujhe satāyā
tūne kitnā mujhe rulāyā
ik ik bāt kā badlā dūṇgī
phir maiṅ tujhse māf karūṇgī
mo: nok jhoṅk to pyār meṅ sau bār hotī hai
pyār aur baṛhtā hai jab taqrār hotī hai

bāhar gussā andar pyār
anu: taubā maiṅ gaī tumse hār
mo: ab nā hogī kabhī laṛāī
anu: tab na hogī kabhī judāī
mo: ek dūje pe jān luṭāeṅ
anu: ab ham sāth jieṅ mar jāeṅ
donoṅ: pyār meṅ kisī kī jīt nā to hār hotī hai
pyār bhare taqrār kī maṅzil to pyār hotī hai
mo: miyāṅ andar hotā hai
anu: bīvī bhī andar hotī hai