Jab kaaree badriyaa chhaayegee aur yaad teree tarpaayegee

जब कारी बदरिया छायेगी और याद तेरी तड़पायेगी
Work
Year
Language

( जब कारी बदरिया छायेगी
और याद तेरी तड़पायेगी ) -2
मैं किस की राह तकूँ
सजनवा किस की राह तकूँ

( जब कारी बदरिया छायेगी
और याद तेरी तड़पायेगी ) -2

( जब चाँद झलक दिखलायेगा
चाँदी के रथ में आयेगा ) -2
मोहे बैरन नींद न आयेगी
जब बैरन नींद न आयेगी

मैं किस की राह तकूँ -2
सजनवा किस की राह तकूँ
( जब कारी बदरिया छायेगी
और याद तेरी तड़पायेगी ) -2

( सावन की भरी बरसातों में
इन भीगी-भीगी रातों में ) -2
जब रिमझिम आग़ लगायेगी -2

मैं किस की राह तकूँ -2
सजनवा किस की राह तकूँ
( जब कारी बदरिया छायेगी
और याद तेरी तड़पायेगी ) -2

( जब कारी बदरिया छायेगी
और याद तेरी तड़पायेगी ) -2
मैं किस की राह तकूँ
सजनवा किस की राह तकूँ

( jab kārī badriyā chhāyegī
aur yād terī taṛpāyegī ) -2
maiṅ kis kī rāh takūṇ
sajanvā kis kī rāh takūṇ

( jab kārī badriyā chhāyegī
aur yād terī taṛpāyegī ) -2

( jab chāṇd jhalak dikhlāyegā
chāṇdī ke rath meṅ āyegā ) -2
mohe bairan nīṅd na āyegī
jab bairan nīṅd na āyegī

maiṅ kis kī rāh takūṇ -2
sajanvā kis kī rāh takūṇ
( jab kārī badriyā chhāyegī
aur yād terī taṛpāyegī ) -2

( sāvan kī bharī barsātoṅ meṅ
in bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ ) -2
jab rimjhim āġh lagāyegī -2

maiṅ kis kī rāh takūṇ -2
sajanvā kis kī rāh takūṇ
( jab kārī badriyā chhāyegī
aur yād terī taṛpāyegī ) -2

( jab kārī badriyā chhāyegī
aur yād terī taṛpāyegī ) -2
maiṅ kis kī rāh takūṇ
sajanvā kis kī rāh takūṇ