जब जब प्यार सदाएं देगा तुमको दीवाना बना के ... मीत मेरे मन के
जब जब प्यार सदाएं देगा तुमको दीवाना बना के
तब तब तुमको आना ही होगा मीत मेरे मन के मीत मेरे मन के
अरमानों की धरती पे मन्दिर सपनों का बना
तुम मूरत बन जाओ तो पूरा हो सपना
प्यार पूजा बने तुम रहो सामने
साथ हम तुम रहें जिस्म-ओ-जां बन के
जब जब प्यार …
नफ़रत का तूफ़ां कोई ये संसार उठाए ना
रस्मों की दीवारें कहीं राह में आएं ना
प्यार जब हो जवां जल उठा है जहां
साथ हैं डोलते दिये में उलझन के
ओ जब जब प्यार …
तूफ़ानों के डर से हम यूं मजबूर नहीं होंगे
मिट जाएंगे प्यार से दूर नहीं होंगे
ये है वादा सनम हँस के झेलेंगे हम
वो खुशी हो या ग़म सारे जीवन के
जब जब प्यार …
jab jab pyār sadāeṅ degā tumko dīvānā banā ke
tab tab tumko ānā hī hogā mīt mere man ke mīt mere man ke
armānoṅ kī dhartī pe mandir sapnoṅ kā banā
tum mūrat ban jāo to pūrā ho sapnā
pyār pūjā bane tum raho sāmne
sāth ham tum raheṅ jism-o-jāṅ ban ke
jab jab pyār …
nafrat kā tūfāṅ koī ye saṅsār uṭhāe nā
rasmoṅ kī dīvāreṅ kahīṅ rāh meṅ āeṅ nā
pyār jab ho javāṅ jal uṭhā hai jahāṅ
sāth haiṅ ḍolte diye meṅ uljhan ke
o jab jab pyār …
tūfānoṅ ke ḍar se ham yūṅ majbūr nahīṅ hoṅge
miṭ jāeṅge pyār se dūr nahīṅ hoṅge
ye hai vādā sanam hṇs ke jheleṅge ham
vo khuśhī ho yā ġham sāre jīvan ke
jab jab pyār …