Jab ek kazaa se guzro to ik aur kazaa mil jaatee hai

जब एक कज़ा से गुज़रो तो इक और कज़ा मिल जाती है
Year
Language

कि: हाय गिलि गिलि वाह रे
जीना क्‌या अजी प्यार बिना जीवन के यही चार दिना -2
धन-दौलत बिना चले मगर ज़िन्दगी ना चले यार बिना
मिली दुनिया तो मज़ा है कि मिले दिल भी
बिन्दिया भी चमके जो बजे पायल भी
को: मिली दुनिया तो …
आ: जीना क्‌या अजी प्यार …

( सपने पूरे हुए आज दिन फिरते नहीं देरी
सुन तो मेरे हसीं आज इक तू ही नहीं
सारी दुनिया है हसीं ) -2
कि: यहाँ तो तेरी क़सम प्यार वालों में सनम
अपना पहला नाम आए -2
आ: हो मिली दुनिया तो …
कि: जीना क्‌या अजी प्यार …
आ: धन-दौलत बिना …
दो: मिली दुनिया तो …

ki: hāy gili gili vāh re
jīnā k‌yā ajī pyār binā jīvan ke yahī chār dinā -2
dhan-daulat binā chale magar zindgī nā chale yār binā
milī duniyā to mazā hai ki mile dil bhī
bindiyā bhī chamke jo baje pāyal bhī
ko: milī duniyā to …
ā: jīnā k‌yā ajī pyār …

( sapne pūre hue āj din phirte nahīṅ derī
sun to mere hasīṅ āj ik tū hī nahīṅ
sārī duniyā hai hasīṅ ) -2
ki: yahāṇ to terī qasam pyār vāloṅ meṅ sanam
apnā pahlā nām āe -2
ā: ho milī duniyā to …
ki: jīnā k‌yā ajī pyār …
ā: dhan-daulat binā …
do: milī duniyā to …