जब भी ये दिल उदास होता है
जब भी ये दिल उदास होता है
जाने कौन आसपास होता है
होंठ चुपचाप बोलते हो जब
सांस कुछ तेज तेज चलती हो
आँखे जब दे रही हो आवाजें
ठंडी आहो में सांस जलती हो
आँख में तैरती है तस्वीरें
तेरा चेहरा तेरा ख़याल लिए
आईना देखता है जब मुझको
एक मासूम सा सवाल लिए
कोई वादा नहीं किया लेकिन
क्यों तेरा इंतज़ार रहता है
बेवजह जब करार मिल जाए
दिल बड़ा बेकरार रहता है
jab bhī ye dil udās hotā hai
jāne kaun āspās hotā hai
hoṅṭh chupchāp bolte ho jab
sāṅs kuchh tej tej chaltī ho
āṇkhe jab de rahī ho āvājeṅ
ṭhaṅḍī āho meṅ sāṅs jaltī ho
āṇkh meṅ tairtī hai tasvīreṅ
terā chehrā terā khayāl lie
āīnā dekhtā hai jab mujhko
ek māsūm sā savāl lie
koī vādā nahīṅ kiyā lekin
kyoṅ terā iṅtazār rahtā hai
bevjah jab karār mil jāe
dil baṛā bekrār rahtā hai