जब भी कोई कंगना बोले पायल छनक जाये
जब भी कोई कंगना बोले पायल छनक जाये
सोयी सोयी दिल की धड़कन सुलग सुलग जाये
करूँ जतन लाख मगर मन मचल मचल जाये
मचल मचल जाये, जब भी कोई कंगना बोले
छलक गये रंग जहाँ पर उलझ गये नैना रे नैना
उलझ गये नैना
पाये नहीं मन बंजारा कहीं भी ये चैना रे चैना
कहीं भी ये चैना
मेरे मन की प्यास अधूरी मुझे भटकाये,
जब भी कोई कंगना बोले
कली कली झूमे रे भंवरा अगन पे जल जाये पतंगा
अगन पे जल जाये
चंदा को चकोर निहारे इसी में सुख पाये रे पाये
इसी में सुख पाये
जीवन से ये रस का बंधन तोड़ा नहीं जाये,
जब भी कोई कंगना बोले
jab bhī koī kaṅgnā bole pāyal chhanak jāye
soyī soyī dil kī dhaṛkan sulag sulag jāye
karūṇ jatan lākh magar man machal machal jāye
machal machal jāye, jab bhī koī kaṅgnā bole
chhalak gaye raṅg jahāṇ par ulajh gaye nainā re nainā
ulajh gaye nainā
pāye nahīṅ man baṅjārā kahīṅ bhī ye chainā re chainā
kahīṅ bhī ye chainā
mere man kī pyās adhūrī mujhe bhaṭkāye,
jab bhī koī kaṅgnā bole
kalī kalī jhūme re bhaṅvrā agan pe jal jāye pataṅgā
agan pe jal jāye
chaṅdā ko chakor nihāre isī meṅ sukh pāye re pāye
isī meṅ sukh pāye
jīvan se ye ras kā baṅdhan toṛā nahīṅ jāye,
jab bhī koī kaṅgnā bole